is muhobbat ne kitno ko jitejee maar daala
kis kis ke dil main khoon ka khanjar utaar daala
maine bhi khoon ke ansoon bahaye kaiii
jub usne hamari muhobbat ko apne dil se nikal daala
kehte hai log bewafa sanam shaitan se kam nahi hota
magar jub muhobbat ho to mehboob khuda se kum bhi nahi hota
aaj main ashiq se pathhar ban gaya
khuda ki ibadat se door kaafir ban gaya
mehboob kee bewafai se ae saaki
main bhi sharabi ban gaya
Showing posts with label mohabbat. Show all posts
Showing posts with label mohabbat. Show all posts
Thursday, July 05, 2007
Tuesday, July 03, 2007
mohabbat ka safar
zindagi ke safar main kitne maqaam unhi guzar gaye
kuch log hum safar hue kuchh ek nazar gaye
humne magar mohabbat ka yeh safar na chhoda
mehboob ki tamanna main na jaane hum kitni baar udhar gaye
mehboob na sahi uski khushboo hee sahi
ashq bahate hue hum naa jaane kab sudhar gaye
ishq kabhi asaaan safar nahi tha
kaante hee mile chahe hum jidhar gaye
fir bhi yeh saaki yunhi chalta raha
mehboob ki yaad main najane kitne saal guzar gaye

Subscribe to:
Posts (Atom)
Warning: Radioactive Content !!!
Statutory Warning : The content on this blog may appear inappropriate to some users and is highly toxic in nature. Prolonged exposure to the content may cause severe deficiency in the Medulla Oblongata of humans. The author has no responsibility for any national, organizational or personal losses that may occur to the reader after reading this blog.
The posts are chaotic in nature and reflect the moods of the author who is an eccentric person.
The posts are chaotic in nature and reflect the moods of the author who is an eccentric person.