Tuesday, July 03, 2007

mohabbat ka safar

zindagi ke safar main kitne maqaam unhi guzar gaye
kuch log hum safar hue kuchh ek nazar gaye
humne magar mohabbat ka yeh safar na chhoda
mehboob ki tamanna main na jaane hum kitni baar udhar gaye
mehboob na sahi uski khushboo hee sahi
ashq bahate hue hum naa jaane kab sudhar gaye
ishq kabhi asaaan safar nahi tha
kaante hee mile chahe hum jidhar gaye
fir bhi yeh saaki yunhi chalta raha
mehboob ki yaad main najane kitne saal guzar gaye

No comments:

Warning: Radioactive Content !!!

Statutory Warning : The content on this blog may appear inappropriate to some users and is highly toxic in nature. Prolonged exposure to the content may cause severe deficiency in the Medulla Oblongata of humans. The author has no responsibility for any national, organizational or personal losses that may occur to the reader after reading this blog.
The posts are chaotic in nature and reflect the moods of the author who is an eccentric person.