Sunday, August 02, 2009

Woh Lamhe

Woh lamhe jo guzar gaye unpe aansoon na bahao
Woh khushian jo beet gayi unki yaad se bahar aa jao
Gham aur khushian aur bhee aayengi zindagi main
Iss raat ke andhere se niklo aur ek nayi shamma jalao

Ujale ke darmiyan nazare unke bhee honge
Iss samandar ke darmiyaan kinare bhee honge
Unke deedar pe hum uss din mar mitenge
Jiss din zindagi ke darmiyan who hamare hee honge

No comments:

Warning: Radioactive Content !!!

Statutory Warning : The content on this blog may appear inappropriate to some users and is highly toxic in nature. Prolonged exposure to the content may cause severe deficiency in the Medulla Oblongata of humans. The author has no responsibility for any national, organizational or personal losses that may occur to the reader after reading this blog.
The posts are chaotic in nature and reflect the moods of the author who is an eccentric person.